Home › Ringtones › Ek Ghar Rab Da Te Doja Ghar Yaar Da - Nusrat Fateh Ali Khan | Punjabi Song

Ek Ghar Rab Da Te Doja Ghar Yaar Da - Nusrat Fateh Ali Khan | Punjabi Song

free ringtone for iPhone & Android phones

@Reka
119
28 Sec
Top 100 Among Us Ringtones
Top 100 Attack on Titan Ringtones
Top 100 Black Desert Ringtones

Similar ringtones:

20
@Kotryna
569
Es to dadha dukh na koi, pyar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay, kisay da yar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay Rog hijr da maar mukaway Sukh da koi saah na away Dukh laande ne dil wich dairay Charay pasay disan haneray Dunya wichrhay naii parwah Dildar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay, kisay da yar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay Nagan waagun dang diyan raatan Pat jharh lagdiyan ne barsatan Hanjuan haar parowan akhiyan Loki hansday rowan akhiyan Gham awan te nai parwah gham-khar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay, kisay da yar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay Yar jinaan de paon judaiyan Rul jaande ne waang shudaiyan Ranjhe warge ishq de rogi Kan parhwa ke ban gaye jogi Lakh wari je karo dua ik waar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay, kisay da yar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay Es to dadha dukh na koi, pyar na wichrhay Kisay da yar na wichrhay, kisay da pyar na wichrhay
30
@Jessa
100
Aoo Ni Sayyo Ral Deyo Ni Wadhai Men War Paaya Sona Maahi Gharyaal Deyo Nikalni, Mera Piya Ghar Aaya Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Piya Ghar Aaya, Sanu Allah Milaya Hun Hoya Fazl Kamaalni Mera Piya Ghar Aaya Aaaa... (Sufi Chanting) Hun Hoya Fazl Kamaalni Mera Piya Ghar Aaya Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Ajj Taan Roz Mubaarak Chaddeya Mahi Mere Vedde Vaddeya Aaaa... (Sufi Chanting) Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Shakar Wanda Peer Manawa Mera Mahi Mere Vaddeya Kure Aaa... (Sufi Chanting) Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Ghari Ghari Ghariyal Bajaave, Raen Wasl Di Piya Ghataawe Mere Munn Di Baat Na Paave, Hathon Ja Sutto Ghariyal Ni Mera Piya Ghar Aaya Laalni, Mera Piya Ghar Laalni Hoo Mera Piya Ghar Aaya Laalni, Mera Piya Ghar Laalni Hoo Anhad Vaaja Vaje Suhaana, Mutarib Sughara Taan Taraana Bhull Gaya Ay Namaaz Dogaana, Madh Piyaala Dain Kalaal Ni Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Bulla Shah Di Sej Piyaari, Ni Men Taaran Haarey Taari Allah Milaya Hun Aayi Vaari, Hun Vicharan Hoya Nuhaal Ni Mera Piya Ghar Aaya, Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya Oo Laalni Mera Piya Ghar Aaya
30
@Yume
114
Taazeem se leta hai khuda naam e Muhammed Kiya naam hai ae Salle Ala naam e Muhammed Allah kare us pe haram aatish e dozakh Jis shakhs ke ho dil pe likha naam e Muhammed Kamli waliya tere karam bajon buha rehamatan da kadi khulda naii Teri galli de kharaan vich maza jera o te maza firdos de phul da naii Kainaat de takhta cho takht koi teri paak chatai te tulda naii Takht ki ae Arsh e Azam tere jore di khaakh te mulda naii (Qawwali starts with music) Sare nabian da nabi tu imam soniya Sare nabian da nabi tu imam soniya Sare nabian da nabi tu imam soniya //Rakha tere te Durood te Salam soniya Teriya thumaan to ajab duniya Teriya jutian arsh ne chumiyan Sare nabian da nabi tu imam soniya //Rakha tere te Durood te Salam soniya Duniya te aaya koi teri na misaal da Rasool aur bhi aaye jahan mai laiken //koi teri na misaal da Yun to Isaa bhi hain, Musa bhi hain, Yusuf bhi magar //Koi teri na misaal da Tujh sa haseen nahin, na hi teri Misaal hai Tera jamaal ain khuda ka jamaal hai //koi teri na misaal da Aam hain rehmatain zamaane par rehmaton ka koi hisaab nahin Tere qurbaan ya Rasoolullah tera qonain mai jawab nahin //Aaqa koi ter na misaal da Mere sonhe kamli wa larriya, tera aashiq kul zamana hai Tere husan di ki tareef karan, rab aap tera deewana hai //koi teri na misaal da (Nusrat performs a killer raag) (Chants) //Koi teri na misaal da Chehra tera noor wande sari kainaar nu Rab wi Durood bheje ik teri zaat nu //koi teri na misaal da (Chants) //koi teri na misaal da Jis ne dekhe nain matwale tere Mast o bekhud wo na ho to kiya kare Ik nazar jo dekh lai to kehta phire Har har kundal kundal uthe aashiq da dil bole Husn tere do sift ki akha kafir kalma bole //Bas koi teri na misaal da Kali kamli wale aaqa bas koi teri na misaal da koi teri na misaal da Madinay wale aaqa koi teri na misaal da koi teri misaal da //koi teri na misaal da Roya shab e hijran mai bohot ashk bahaayai Itne mein Musavir ko zara reham jo aaya Naqshi gayi tasveeron ko wo saamne laaya Bola ke ye Yusuf hain, ye Isaa hain ye Musa Main ne kaha in mein se kisi par nahin sheda Jab saamne laya ba shabih e Shah e wala Be sakhta us waqt zaban se meri nikala Mukh chand badr shah shani ae Kali zulf ter akh mastani ae Makhmoor akhi in madhbarian Teri soorat nu main jaan aakha Jaan aakhe jaan jahan aakha Sach aakha te Rab di shaan aakha Jes shaan to shaanaan sab baniyaan Subhanallah Ma Ajamalakah Ma Ahsanakah Ma Akamalakah Kithe Mehr e Ali kithe teri sana Gustaakh akhii kithe ja larriyan //Aaqa koi teri na misaal da //koi teri na misaal da -Duniya te aaya koi teri na misaal da Lab ke liawaan kitho sonha ter naal da- //Sare nabian da nabi tu imam soniya -Tere sadqe jahan sara paya baniyan, tere waaste Quran sara baniyan Paya tere jiya kise na maqam soniya rakha tere te Durood te Salam soniya- -Tenu arshaa te Rab ne bulaaiya ai, shaan tere jiya hon kinne paya ai Poori Rab naal teri ae kalam soniya rakha tere te Durood te Salam soniya- Rakha tere te Durood te Salam soniya Rakha tere te Durood te Salam soniya
30
@Aoi
198
Yaa Khudaa jism meN jab tak ye mere jaan rahe Tujh pe sadqe, tere mehbuub pe qurbaan rahe Kuch rahe yaa na rahe, par ye du'aa hai ke "Ameen" Nizaa ke vaqt salaamat meraa iimaan rahe Taaziim se letaa hai Khudaa naam-e-Muhammad Kyaa naam hai ai salle-alaa naam-e-Muhammad Allah kare usko haraam aatish-e-dozaKh Jis shakhs ke dil pe likhaa ho naam-e-Muhammad Jis dil meN Muhammad kii muhabbat nahiiN hotii Us par kabhii Allah kii rahmat nahiiN hotii Meraa ye aqiidaa hai agar zikr-e-Khudaa meN Ye naam na shaamil ho ibaadat nahiiN hotii Rabb ne farmaayaa merii qudrat kii hadd ko'ii nahiiN Aur mere mehbuub kii rahmat kii hadd ko'ii nahiiN Jab malak samjhe nahiiN to aadmii samjhegaa kyaa Amina ke laal kii azmat kii hadd ko'ii nahiiN Khudaa kaa nuur tujh meN huu-ba-huu hai Khudaa pinhaaN magar tuu ruu-ba-ruu hai Terii azmat kaa andaazaa ho kis ko Khudaa hai aur Khudaa ke baad tuu hai Shams-ud-duhaa Badr-ud-dujaa terii baRii tauqiir hai Suurat terii shaah-e-umam, Allah kii tasviir hai Aisii suurat terii kamlii vaale Allah ne paas bulaa hii liyaa Bin dekhe Khudaa bhii rah na sakaa Tumhaaraa saanii risaalat-mu'aab ho na sakaa Tumhaaraa ko'ii kahiiN bhii javaab ho na sakaa Rasuul aur bhii aaye jahaan meN lekin Ko'ii bhii saahib-e-ummul kitaab ho na sakaa Meraaj meN Jibriil se kahne lage shaah-e-umam Tuune to dekhe haiN hasiiN, batlaao to kaise haiN ham Ruuh-ul-Khudaa kahne lagaaa, ai naazniiN haq kii qasam Mere sohne kamlii vaalaRyaa, teraa aashiq kul zamaanaa ve Tere husn kii kyaa taariif karaaN, rabb aap teraa diivaanaa ve Royaa shab-e-hijraaN meN bahut ashq bahaayaa Itne meN musavvir ko zaraa rahm jo aayaa Naqshe ka'ii tasviiroN ke saamne vo laayaa Bola, ke ye Yusuf haiN, ye Isaa haiN, ye Musaa Maine kahaa inmeN se kisii par nahiiN shaidaa Jab saamne laayaa vo shabiih-e-shah-e-vaalaa Be-saaKhtaa us vaqt zubaaN se merii niklaa Duniyaa se kyaa, roz-e-jazaa unkaa hai mujhko aasraa MaiN huuN Ghulaam-e-mustafaa kaisii merii taqdiir hai Vallail ho yaa kah-kashaaN, zulf-e-nabii par hai fidaa IsmeN baNdhe haiN do-jahaaN, kitnii hasiiN zanjiir hai Dushman bhii kahte haiN yahii, kyaa baat hai sarkaar kii Na aaNkh meN qahr-o-Ghazab, na haath meN shamshiir hai
MORE...[+]
Top 100 Minecraft Ringtones
Top 100 Game Bgm Ringtones
Top 100 PUBG Ringtones
Top 100 One Piece Ringtones
Top 100 Toca Boca Ringtones

Users also like:

30
@Esmanur
225
Kabhi Yehan Tumhein Dhoondha Kabhi Wahan Puhancha Tumhari Deed Ki Khatir Kahan Kahan Puhancha Ghareeb Mit Gaye, Pamaal Ho Gaye Lekin Kissi Talak Na Tera Aaj Tak Nishan Puhancha Ho Bhi Nahin Aur... Ho Bhi Nahin Aur Har Jaa Ho Tum Ek Gorakh Dhandha Ho... ... Har Zarre Mein Kiss Shaan Se Tu Jalwa Numa Hai Hairan Hai Magar Akal Ke Kaisa Hai Tu Kya Hai Tujhe Der-o-haram Mein Mein Ne Dhoonda Tu Nahin Milta Lekin Tujh Ko Tashreef Farman Apne Dil Me Dekha Hai Dhoondhay Nahin Milay Ho Na Dhoondhay Se Kabhi Tum Aur Phir Ye Tamasha Hai Ke Jahan Hum Hain Wahin Tum Ho Jab Bajud Tere Koi Doosra Maujood Nahin Phir Samajh Mein Nahin Aata Tera Parda Karna Haram O Dehr Mein Hai Jalwa-e-purfan Tera Do Gharon Ka Hai Charagh Purkh-e-raushan Tera Jo Ulfat Mein Tumhari Kho Gaya Hai Ussi Khoay Huay Ko Kuch Mila Hai Na But-khanay Na Kaabay Mein Mila Hai Magar Tootay Huay Dil Mein Mila Hai Adam Ban Kar Kahin Tu Chup Gaya Hai Kahin Tu Hasst Ban Kar Aa Gaya Hai Nahin Hai Tu To Phir Inkaar Kaisa Nafi Bhi Tere Honay Ka Pata Hai Mein Jiss To Keh Raha Hoon Apni Hasti Agar Woh Tu Nahin To Aur Kya Hai Nahin Aaya Khayalon Mein Agar Tu To Phir Mein Kaisay Samjha Tu Khuda Hai Hairan Hoon Iss Baat Pe Tum Kaun Ho Kya Ho Haat Aao To But, Haath Naa Aao To Khuda Ho Aqal Mein Jo Ghir Gaya, La-intaha Kyonkar Hua Jo Samajh Mein Aa Gaya, Phir Khuda Kyonkar Hua Falsafi Ko Behas Ke Andar Khuda Milta Nahin Dor Ko Suljha Raha Hai Aur Sira Milta Nahin Pata Yun To Bata Dete Ho Sab Ko La-makaan Apna Taaujub Hai Magar Rehte Ho Tum Tootay Huay Dil Mein Jab Ke Tujh Bin Nahin Koi Maujood Phir Ye Hangama Aye Khuda Kya Hai Chuptay Nahin Ho Saamne Aatay Nahin Ho Tum Jalwa Dikha Ke Jalwa Dikhatay Nahin Ho Tum Dehr-o-haram Ke Jhagray Mitatay Nahin Ho Tum Jo Asal Baat Hai Woh Batate Nahin Ho Tum Hairan Hoon Mere Dil Mein Samaaye Ho Kiss Tarha Halanke Do Jahan Mein Samaatay Nahin Ho Tum Yeh Maabad-o-haram Ye Kaleesa-o-dehr Kyon Harjaai Ho Jabhi To Batatay Nahin Ho Tum Dil Pe Hairat Ne Ajab Rang Jama Rakha Hai Ek Uljhi Hui Tasweer Bana Rakha Hai Kuch Samajh Mein Nahin Aata Ke Ye Chakr Kya Hai Khel Kya Tum Ne Azal Se Ye Racha Rakha Hai Rooh Ko Jism Ke Pinjray Ka Bana Kar Kaidi Uss Pe Phir Maut Ka Pehra Bhi Bitha Rakha Hai De Ke Tadbeer Kay Panchi Ko Uraanein Tum Ne Tam-e-takdeer Mein Har Simt Bicha Rakha Hai Kar Ke Araaishein Konain Ki Barson Tum Ne Khatm Karne Ka Bhi Mansooba Bana Rakha Hai Lamaqami Ka Baharhal Hai Daawa Bhi Tumhein Nahme Aqrab Ka Bhi Paigham Suna Rakha Hai Yeh Burai, Woh Bhalai, Yeh Jahanum, Woh Bahisht Iss Ulat Khel Mein Farmao To Kya Rakha Hai Jurm Adam Ne Kiya, Aur Saza Beton Ko Adal-o-insaaf Ka Mayyar Bhi Kya Rakha Hai De Ke Insaan Ko Duniya Mein Khalafat Apni Ek Tamasha Sa Zamanay Mein Bana Rakha Hai Apni Pehchan Ki Khatir Hai Banaya Sab Ko Sab Ki Nazron Se Magar Khud Ko Chupa Rakha Hai ... Nit Naye Naqsh Banatay Ho Mita Dete Ho Jaane Kis Jurm-e-tamana Ki Saza Dete Ho Kabhi Kankar Ko Bana Dete Ho Heeray Ki Kani Kabhi Heeron Ko Bhi Mitti Mein Mila Dete Ho Jindagi Kitnay Hi Murdon Ko Ata Ki Jiss Ne Woh Maseeha Bhi Saleebon Pe Saja Dete Ho Khwahish-e-deed Jo Kar Baithe Sar-e-toor Koi Toor Hi Bark-e-tajalli Se Jala Dete Ho Naar-e-namrood Mein Dalwatay Hu Khud Apna Khaleel Khud Hi Phir Naar Ko Gulzaar Bana Dete Ho Chahe Kinaan Mein Phainko Kabhi Mahe In Aan Noor Yakuub Ki Aankhon Ka Bujha Dete Ho Becho Yusuf Ko Kabhi Misr Ke Baazaaron Mein Akhir-e-kaar Shah-e-misr Bana Dete Ho Jazb-o-masti Ki Jo Manzil Pe Puhanchta Hai Koi Baith Kar Dil Mein An-al-haq Ki Sada Dete Ho Khud Hi Lagwatay Ho Phir Kufr Ke Fatway Uss Par Khud Hi Mansoor Ko Sooli Pe Charha Dete Ho Apni Hasti Bhi Woh Ik Roz Ganwa Baithta Hai Apne Darshan Ki Lagan Jis Ko Laga Dete Ho Koi Raanjha Jo Kabhi Khoj Mein Nilklay Tumkar Tum Ussay Jhang Ke Bele Mein Rula Deta Ho Justajoo Le Ke Tumhari Jo Chale Kais Koi Uss Ko Majnoon Kissi Laila Ka Bana Dete Ho Jot Sassi Ke Agar Mann Mein Tumhari Jaagay Tum Usse Tapte Huay Thal Mein Jala Dete Ho Sohni Gar Tum Ko Mahiwal Tasawwur Kar Le Uss Ko Biphri Hui Lehron Mein Baha Dete Ho Khud Jo Chaaho To Sar-e-arsh Bula Kar Mehboob Ek Hi Raat Mein Mairaaj Kara Dete Ho Aap Hi Apna Parda Ho Aap Hi Apna Pardaa Ho Tum Ek Gorakh Dhandha Ho Jo Kehta Hoon Maana, Tumhein Lagta Hai Bura Sa Phir Bhi Hai Mujhe Tum Se Baharhaal Gila Sa Chup Chaap Rahe Dekthe Tum Arsh-e-bareen Par Tapte Huay Karbal Mein Muhammad Ka Nawasa Kiss Tarhe Pilata Tha Lahoo Apna Wafa Ko Khud Teen Dinon Se Wo Agarche Tha Piyasa Dushman To Bahar Taur Thay Dushman Magar Afsos Tum Ne Bhi Faraham Na Kiya Paani Zara Sa Har Zulm Ki Taufeeq Hai Zalim Ki Wirasat Mazloom Ke Hissay Mein Tassali Na Dilasa Kal Taaj Saja Dekha Tha Jiss Shakhs Ke Sar Par Hai Aaj Ussi Shakhs Ke Hathon Mein Hikasa Yeh Kya Hai Agar Poochoon To Kehte Ho Jawaban Iss Raaz Se Ho Sakta Nahin Koi Shanasa Hairat Ki Ek Duniya Ho Hairat Ki Ek Duniya Ho Tum Ek Gorakh Dhandha Ho Har Ek Jaa Pe Ho Lekin Pata Nahin Maaloom Tumhara Naam Suna Hai Nishaan Nahin Maaloom Dil Se Arman Jo Nikal Jaaye To Jugnoon Ho Jaye Aur Aankhon Mein Simat Aaye To Aansoo Ho Jaye Japeya Huu Ka Jo Be Huu Kare Huu Mein Kho Kar Uss Ko Sultaniyan Mil Jayen Wo Ba Huu Jo Jaye Baal Beeka Na Kissi Ka Ho Churri Ke Neeche Halk-e-asghar Mein Kabhi Teer Tarazoo Ho Jaye Kiss Kadar Be-niyaz Ho Tum Bhi Daastaan-e-daraaz Ho Tum Bhi Ni Re Sa Sa Re Ni Re Ma Sa Ni Re... (Nfk Vs. Tabla)-tabla Looses Aah-e-tehkeek Mein Har Gam Pe Uljhan Dekhoon Wohi Haalat-o-khayalat Mein An Ban Dekhoon Ban Ke Reh Jaata Hoon Tasweer Pareshani Ki Ghaur Se Jab Bhi Kabhi Duniya Ka Darpan Dekhoon Ek Hi Khaak Pe Fitrat Ke Tazaadat Itnay Kitnay Hisson Mein Bata Ek Hi Aangan Dekhoon Kahin Zehmat Ki Sulagti Hui Patjhar Ka Samaan Kahin Rehmat Ke Baraste Huay Sawan Dekhoon Kahin Phunkaarte Darya, Kahin Khamosh Pahaar Kahin Jangal, Kahin Sehra, Kahin Gulshan Dekhoon Khun Rulata Hai Yeh Takseem Ka Andaaz Mujhe Koi Dhanwaan Yehan Par Koi Nirdhan Dekhoon Din Ke Haathon Mein Faqat Ek Sulagta Sooraj Raat Ki Maang Sitaron Se Muzzayyan Dekhoon Kahin Murjhaaye Huay Phool Hain Sacchai Ke Aur Kahin Jhoot Ke Kaanton Pe Bhi Joban Dekhoon Shams Ki Kaal Kahin Khichti Nazar Aati Hai Kahin Sarmad Ki Uttarti Hui Gardan Dekhoon Raat Kya Shai Hai Saweera Kya Hai Yeh Ujala Yeh Andhera Kya Hai Mein Bhi Nayib Hun Tumhara Akhir Kyon Yeh Kehte Ho Ke Tera Kya Hai Dekhne Wala Tujhe Kya Dekhta Tu Ne Har Har Samt Se Parda Kiya Masjid Mandir... Masjid, Mandir, Yeh Maikhane Koi Yeh Maane, Koi Woh Maane Masjid, Mandir, Yeh Maikhane Koi Yeh Maane, Koi Woh Maane Sab Tere Hain Jaana Aashanay Koi Yeh Maane, Koi Woh Maane Ek Honay Ka Tere Kaayil Hai Inkaar Pe Koi Maayil Hai Asleeyat Lekin Tu Jaane Koi Yeh Maanay Koi Woh Maane Ek Khalk Mein Shamil Karta Hai Ek Sab Se Akela Rehta Hai Hain Dono Teray Mastaanay Koi Yeh Maanay Koi Woh Maane Sab Hain Jab Aashiq Tumhare Naam Ke Kyon Yeh Jhagre Hain Raheem-o-raam Ke Dehr Mein Tu, Haram Mein Tu Dehr Mein Tu, Haram Mein Tu Arsh Pe Tu, Jameen Pe Tu Dehr Mein Tu, Haram Mein Tu Arsh Pe Tu, Jameen Pe Tu Jiss Ki Puhanch Jahan Talak Uss Ke Liye Wahin Pe Tu Har Ek Rang Mein Yakta Ho Tum Ek Gorakh Dhandha Ho Markaz-e-justajoo, Alam-e-rang-o-boo Dam Badam Jalwagar Tu Hi Tu Chaar Soo Hoo Ke Mahol Mein, Kuch Nahin Fi-la-hoo Tum Buhat Dil Ruba, Tum Buhat Khubaroo Aarsh Ki Azmatein, Farsh Ki Abroo Tum Ho Konain Ka, Hasil-e-arzoo Aankh Ne Kar Liya Aansoo-on Se Wazoo Ab To Kar Do Ata Deed Ka Ek Sudoo Aao Parde Se Tum Aankh Ke Rubaroo Chund Lamhe Milan, Do Ghari Guftagoo Naaz Jabta Phiray, Jabaja Koo-ba-koo Wahda-hoo Wahda-hoo La-shareek-a-la-hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo
MORE...[+]

Set Ek Ghar Rab Da Te Doja Ghar Yaar Da - Nusrat Fateh Ali Khan | Punjabi Song ringtone on an Android Phone:

1. Select Download Ringtone button above.
2. Go to Settings app.
3. Select Sounds & Vibration.
4. Select Phone ringtone.
5. Select Ringtone from Internal Storage.
6. Click the Apply button.
So after only a few basic steps, you have successfully done the default ringtone on your phone running Android operating system with the pop songs you want.



Set Ek Ghar Rab Da Te Doja Ghar Yaar Da - Nusrat Fateh Ali Khan | Punjabi Song ringtone for your iPhone:

1. Select Download M4R for iPhone button above and save to your PC or Mac.
2. Connect your iPhone to your PC or Mac via its charging cable.
3. Launch iTunes and drag the .m4r to the Tones folder (Under "On My Device").
Hopefully, the guides for configuring ringtones for iPhones and Android phones will make it simple for you to replace the uninteresting default sounds on your phone with your own personal favorites.



Browse 5,000,000+ free ringtones by categories:

Thanks for letting us know
Your feedback is important in helping us keep the 1Ringtone community safe.
Close

X

#1 Ringtone App - top ringtones for free!

logo
Login with Google Login with Facebook

By joining, you agree to Terms of Service & Privacy Policy.

Upload a ringtone

You can upload MP3, WAV, M4A, OGG, M4R, ACC format files.

By selecting 'Upload' you are representing that this item is not obscene and does not otherwise violate Terms of Service, and that you own all copyrights to this item or have express permission from the copyright owner(s) to upload it.

Before uploading, please read our Privacy.